30+Ramadan Mubarak Wishes in Urdu/Hindi 2020-Happy Ramadan. Wishing text 2020
Ramadan Mubarak Wishes in Urdu |
Ramadan is the holiest and most anticipated vacation. It is considered among the pillars of Islam. Muslims around the world celebrate this with sincerity and devotion. This month, Muslims symbolize and fast emotionally. From dawn to dusk, people with abilities must fast. However, Ramadan is not about hunger. It obliges itself to worship and pray, and this is a time for reflection. This Ramadan, be sure to send Ramadan Mubarak to your loved ones and friends of happy Ramadan. Send these messages with fantasies about Ramadan to wish the family and your friends happy wishes for Ramadan or wishes of Ramadan Mubarak.
Search Results
Web results
Ramadan Wishes in Urdu & Hindi 2020
Aye Allah mujhe Ramadan ke liye salamat rakh aur Ramadan ko mere liye rehmat bana Ramadan ka chaand mubarak ho
अल्लाह मुझे रमजान के लिए आशीर्वाद दे और रमजान को मेरे लिए एक आशीर्वाद बना दे।
May Allah bless me for Ramadan and make Ramadan a blessing for me.
Ramadan Mubarak |
tamam ahal islam aur ahal watan ko Ramadan kareem ki aamad ki bohat bohat mubarak ho. Allah kareem is mubarak mahinay ki barktaoon se sab ko malamaal farmaiye. ummat Musalmah aur watan Pakistan ko un mubarak sa-aton mein zaroor yaad rakhen.
इस्लाम और देश के सभी लोगों को रमज़ान की बधाई। अल्लाह सबको इस मुबारक महीने की दुआ दे। मुस्लिम उमा और पाकिस्तान की मातृभूमि को इन खुश घंटों के दौरान याद किया जाना चाहिए।
Congratulations to the coming of Ramadan to all the people of Islam and the country. May Allah bless everyone with the blessings of this blessed month. The Muslim Ummah and the homeland of Pakistan must be remembered during these happy hours.
Best Ramzan Mubarak images in 2020
meri dua hai ke Allah taala is mubarak mah apni rehmaton ko ziyada se ziyada semathnay ki tofeq ataa farmaiye ameeen
मैं प्रार्थना करता हूं कि सर्वशक्तिमान अल्लाह इस धन्य महीने पर अपनी दया को शुभकामनाएं दें।
I pray that Almighty Allah may bestow His Mercy on this blessed month.
Best Ramzan Mubarak images in 2020 |
tamam ahbaab ko Ramadan al mubarak ki mubarakbaad qubool ho. . Allah pak is mubarak mah ke tufail hum sab par aur hamaray malik par apni barkaten nazil farmaiye aur hum sab ko Sarat mustaqeem par chalne ki tofeq ataa farmaiye, aur hamein apni ghaltion ko sudharnay ki tofeq day. .. ameeen
रमजान की बधाई सभी प्रतिभागियों द्वारा स्वीकार की जाती है। सर्वशक्तिमान हम पर और हमारे देश पर आपका आशीर्वाद बना रहे और हमें सीधे चलने का अधिकार दे और हमारी गलतियों के लिए हमें सही करे - आमीन।
Ramadan greetings are accepted by all the participants. May Almighty bless your blessings on us and on our country and grant us all the right to walk straight, and to correct us for our mistakes - Amen.
Allah kareem sab musalmanoon ko
Ramadan kareem ki barkatoon se malamaal farmaen. .. ameeen
अल्लाह सभी मुसलमानों को रमजान - आमीन की दुआएं दे
May Allah bless all Muslims with the blessings of Ramadan - Amen
Ramadan sabr ka maheena hai aur sabr ka badla jannat hai. Ramadan mubarak
रमजान सब्र का महीना है और सब्र जन्नत का इनाम है
Ramadan is a month of patience and patience is a reward for Paradise
Ramadan Mubarak or Ramadan Kareem 2020
Ramadan woh maheena hai jis mein be shumaar rahmaten barasti hain. Ramadan mubarak
रमज़ान एक ऐसा महीना है जिसमें अनगिनत दुआएँ लाजिमी हैं
Ramadan is a month in which innumerable blessings abound
Ramzan aik aisay phool ki terhan hai jo saal mein sirf aik dafaa khilta hai aur
jaisay hi aap is ki khusbhoo mehsoos karna shuru karte hain yeh phir se aik poooray saal keliye chala jata hai. ramadaan mubarak
jaisay hi aap is ki khusbhoo mehsoos karna shuru karte hain yeh phir se aik poooray saal keliye chala jata hai. ramadaan mubarak
रमजान एक फूल की तरह है जो केवल वर्ष में एक बार खुलता है और
जैसे-जैसे आप इसकी गंध महसूस करने लगते हैं, यह फिर से पूरे एक साल के लिए दूर चला जाता है।
Ramadan is like a flower that only opens once a year and
As you start to feel the scent of it, it goes away again for a whole year.
---------------------------------------------------------------------------
Ramadan kareem islami mahino mein se aik Intahiye muqaddas maheena hai jis ka Besabri se har musalman ko intzaar hota hai yeh maheena –apne sath Beshumar rahmaten aur barkaten le kar aata hai. . Ramadan Mubarak
Ramadan hi Wo maheena hai jo hamein hamaray Zerurat Mad Behan Bhaiyo ka ehsas dilaata hai aur rozay ke douran khanay peenay se daur reh kar hum un logon ki kefiyat ziyada behtar tareeqay se samajh paate hain to ao ke is anay walay Ramadan mein Allah ka shukar ada karte
रमज़ान इस्लामी महीने के सबसे पवित्र महीनों में से एक है, जिसका हर मुसलमान दर्शन के लिए इंतजार करता है, यह महीना उसके लिए ढेरों दुआएँ और आशीर्वाद लेकर आता है।
रमजान वह महीना है जो हमें हमारे जरूरतमंद भाइयों और बहनों की भावना देता है और हम उपवास के दौरान खाने और पीने से दूर रहने के साथ इन लोगों की स्थिति को बेहतर ढंग से समझते हैं।
----------------------------------------------------
Ramadan is one of the most sacred months of the Islamic month, which every Muslim awaits for the vision, this month brings with him numerous blessings and blessings.
Ramadan is the month that gives us the feeling of our needy brothers and sisters, and while we are away from eating and drinking during fasting, we can better understand the condition of those people.
----------------------------------------------------
Ramzan dua aur quran ka maheena hai Allah taala is Ramzan ziyada se ziyada quran parhnay aur ibadat karne ki tofeeq ataa kere. Ramzan mubarak
रमजान प्रार्थना और कुरान का महीना है, अल्लाह तआला आपको इस रमजान के ज्यादा से ज्यादा पढ़ने और इबादत करने की हिदायत दे।
Ramadan is the month of prayer and the Qur'an, may Allaah give you the guidance to read and worship more and more of this Ramadan.
----------------------------------------------------
dua hai ke is ramzan Allah taala aap ko la tadaad Khushiya Ata kere aur aap ki jaaiz
khuwahishat ko poora frmahin
khuwahishat ko poora frmahin
>Ameen<
May Almighty Allah bless you with many happiness and fulfill your legitimate wishes
>Ameen<
सर्वशक्तिमान अल्लाह आपको बहुत सारी खुशियाँ प्रदान करें और अपनी वैध इच्छाओं को पूरा करें -
----------------------------------------------------
0 Comments